Posts

Showing posts with the label tip

New Bloggers Ke Liye 8 Important Tips [Blogging Secret]

Image
Agar Aap EK Blogger hai ya banna chate hai or Online Success hona chate hai.. To sabse phela or kadba such me aapko bata deta hu ki online Hajaro blog bante hai par sirf unme se sirf kuch hi success ho pate hai.. Q ki Wo starting me bhi bhut si galtiya kar dete hai fir Niras ho kar sab khatam ho jata hai. Image Source Har Jagha Competition to hota hi hai, Issi trha Online bhi hai to Online apni ek alag phechan banana thoda Muskul padta hai. Isiliye apne experience ke aadhar par mai new bloggers ke liye kuch tips dena chahta hu jo aapko ek online duniya me pehchan dilane me bahut help karega. Success Hone Ke Tips New Bloggers ke Liye #1: Target Set Kare Blogging me New bloggers ke mn me hamesha paisa kamane ki chahat hoti hai. Jiske wajah se wo apne blog par concentrate (diyan) nahi kar paate hai. Iske liye unko ek target set krna chahiye ki Unke liye sbse important kya hai . Agar aap online world me apni pehchan bnana chahte hai toh iske liye aapko logo ki help krni hogi jisse log a...

Blogger Platform Q hai Sabse Best [13 Blogger ke Faide]

Image
Internet Aaj Kha phuch chuka hai ye to sab jante hai hoge, Agar hame kuch bhi Jankari Chaiye hoti hai to ham sidhe Google Par search karke pata kar lete hai.. Kya aapko Pata hai wo jankari Dalta kon hai, Agar aapki Website ya Blog hai to iska jabab hai Aap.. Bhut log Website banana chate hai par paise, ya webdesign naa aane ke karan wo apni website nahi bana pate the, par ab wo Time gaya.. Agar aapko webdesign bilkul bhi nahi aati or Aap paise bhi kharch nahi kar sakte fir bhi aap ek badiya site bana sakte hai Blogger.com par jo Google ka Product hai. Agar aapko Blog kaise Banaye Blogger par uski jankari chaiye to aap yaha read kar sakte hai. Aaj is post me apko batuaga ki kyon blogger ek achha aur jana-mana platform hai aur kyon apko ise choose karna hi chahiye. Waise HMH.pe blog WordPress par hai. Lekin agar aap Blogger platform use karte hai tab bhi koi dikkat nahi hai. Kyonki apko aaj me proof karne wala hu ki Blogger platform bhi ek professional blogging platform hai hai. Agar a...