Computer Par Fast Hindi Typing Kaise Kare



Computer ho ya Laptop aap chaho to usme asan tarike se fast speed me Hindi Typing kar sakte ho. PC ya laptop par Hindi type karne ke liye aapko ek Tool aapne computer par install karna hoga, jiska naam hai Google Input Tools. Ye ekdom free tool hai google ka, Main niche iska download link de diya hai aap usi link se is input tool ko download karke aapne Computer ya Laptop par jis par marji install karke asani se Hindi Type kar sakte hai.

Hindi type karne ke liye Internet par kafi sare tools, websites hai, lekin mere hisab se sabse badiya hai ye Google Input tools. kyuki aap is ko istemaal karke kahi bhi type kar sakte hai, chahe wo Blog ho ya Microsoft office ya notepad kisibhi jaga.


Read : Android Mobile Phone Par Hindi- हिंदी Kaise Type Kare



computer-par-hindi-typing-kaise-kare




कंप्यूटर पर हिंदी टाइप कैसे करे ? गूगल इनपुट टूल इस्तेमाल करके 




Step 1. Pehle aap www.google.com/inputtools is software ko aapne Pc ya Laptop par download kare uske bad aapne internet connect karke isko computer par install kare. Install ho janeke bad aapko niche ki traha ek message dega.







computer-par-hindi-typing-kaise-kare




Step 2. Upar ke message ke matlab aapke computer par ya google input tool install ho chuka hai.




Step 3. Abhi aap aapne computer ke Task bar ke Right side par dekhe ek "language" option hai jisme "ENG" likha hoga aap uspar click kare, uske bad "Hindi" par click kare.




computer-par-hindi-typing-kaise-kare




Step 4. Upar aap Hindi select karte hi aapke "ENG" change ho jayega or usme "हिं" likha hoga, niche ki Photo dekhe.




computer-par-hindi-typing-kaise-kare




Step 5. Iske matlab ye huya ki aapke computer par aabhi hindi type hoga. abhi aap aapne computer ki kisibhi jaga hindi type kare, chahe wo blog par ho ya word par ya notepad par kisbhi jaga hindi type kare dekhe aapke hindi type hoga or bohut fast type hoga.




computer-par-hindi-typing-kaise-kare




Note: Upar ki photo dekhe me Notepad par hindi type kar raha hu or aap bhi isi traha kar sakoge, Sabse maje ki baat ye hai ki aap Hinglish me type karoge wo auto hindi me convert ho jayega.




Dosto sayed aapko aaj ka ye post accha laga hai, agar post accha laga hai to jarur post ko aapne dosto ke sath share kare comment kare, aajke liye itna bye.


Comments

Popular posts from this blog

Mobile Ke Sath PC Keyboard Ko Connect Karke Typing Kaise Kare

Web Designing & Developing me Career Kaise Banaye (Puri Jankari)

Android Mobile Ke Typing Speed Fast Kaise Kare