Computer Par Fast Hindi Typing Kaise Kare
Computer ho ya Laptop aap chaho to usme asan tarike se fast speed me Hindi Typing kar sakte ho. PC ya laptop par Hindi type karne ke liye aapko ek Tool aapne computer par install karna hoga, jiska naam hai Google Input Tools . Ye ekdom free tool hai google ka, Main niche iska download link de diya hai aap usi link se is input tool ko download karke aapne Computer ya Laptop par jis par marji install karke asani se Hindi Type kar sakte hai. Hindi type karne ke liye Internet par kafi sare tools, websites hai, lekin mere hisab se sabse badiya hai ye Google Input tools. kyuki aap is ko istemaal karke kahi bhi type kar sakte hai, chahe wo Blog ho ya Microsoft office ya notepad kisibhi jaga. Read : Android Mobile Phone Par Hindi- हिंदी Kaise Type Kare कंप्यूटर पर हिंदी टाइप कैसे करे ? गूगल इनपुट टूल इस्तेमाल करके Step 1. Pehle aap www.google.com/inputtools is software ko aapne Pc ya Laptop par download kare uske bad aapne internet connect karke isko computer par install kare. Install ho...