Posts

Showing posts with the label Security

Facebook Account ko Hack hone se bachaye Fake Apps se [Fb Security Tip]

Image
Aap ne ye sabd to bhut baar suna hoga Facebook Hacking .. or ye sabd sunte hi aapke dimag me aata hoga ki kisi ke account ka ID or Password mil jaye matlab uska account Hack.., Iss Post me Facebook Account ko kaise Hack karte hai FB Fake App se uski jankari share kar raha hu. Agar aapko Lagta hai ki ID or Password ho jab hi account hack hota hai to aap bilkul galat hai.. or wo kaise usko me aage sabit karne wala hu. Sabse phele to aapko ye pata hona bhut jaruri hai Facebook Account ko hack hone se kaise bachaye, agar aapko nahi pata to phele aap ye post read kare. Chaliye ham Ye Jaanne kaise FB App se Hack hota hai account uske phele ye jaan lete akhir koi q karega kisi ka FB Account Hack – Facebook Account Hack karne ka sirf ye karan nahi hai ki badla lena ho ya fir uski personal chat padna ho.. Iske aalawa bhi hota hai ki Apne kisi Product ka uski ID se Promotion karna ho or apni link uski ID se share karke apna promotion karna ho facebook par.. Ye Hacking nahi hai par log isko ...

How To Hack WhatsApp Account in Hindi | WhatsApp Hacking App/Tool

Image
How To Hack WhatsApp Account ye har ek Whatsapp user ka sabal hota hai, or wo jaanna chate hai Kya koi WhatsApp Hacking App ya koi Whatsapp Hack Tool hai. Agar aap bhi Jaanna chate hai Whatsapp Hack kaise kare to aap Bilkul sahi jagha hai. WhatsApp Hack Kaise hota hai, wo batane se phele me aapko bata du ye jankari sirf knowledge purpose ke liye hai, or agar aap iska kahi galat use karte hai to uske jimmedar aap khud hoge.. or sabse main baat agar koi iss tarike se kisi ka Whatsapp account hack karta hai to Police badi aasani se unka pata laga sakti hai, to kuch bhi galat kadam uthane se phele jarur soche. Sabse phele to ek baat jo me sabse phele clear kardu, kisi bhi account ko hack karna aasan nahi hota, par ye baat bhi sach hai Internet par aesa kuch nahi hai jo hack naa ho sake. Hacking se Bachne ke liye jitni sabdani ham rakhe utna hi hamare liye badiya rheta hai, iske ware me mene bataya hai Kaise Apne aapko Hacking se bachaye, aap iss article ko jarur read kare taki koi aa...

Facebook Security: FB Account Hack Hone Se Kaise Bachaye

Image
Agar Aapka Facebook par account hai to aap apne dosto se to jude rhe hi sakte hai, jese ki ham dekhte hi hai abhi ke time me social networking site ke aesa free tarika hai jiski madad se koi bhi uski jaankari duniya se share kar sakta hai.. Facebook par ham Apne Friends or Family se jude rha sakte hai, or agar koi business karte hai ya fir koi celebrity hai to Facebook Page ya fir Facebook Group ki madad se logo se jud sakte hai. Facebook par crore users roj facebook use karte hai, Me aapko bata du- Facebook par har roj  6+ lakh  war galat password daalkar account ko hack karne ki kosis ki jati hai. Kuch log hack kar bhi lete hai.. to aaj ham issi topic ke bare me baat karege or apne account ko kaise hack hone se bachaye ye janege.. Facebook Account ko Secure kare Hacker se Fb account hack hone ka sabse bada karan hai Facebook Account hack kaise hota hai uski jaankari naa hona, to ham har tarike ke bare me baat karege jisse hamara facebook account hack ho sakta hai.. Ek baat ka diyaa...

Mobile Number Security Badaye SIM PIN se | SIM Lock/Unlock

Image
Aaj ki date me har insan ke pass Mobile hai or 60% to aese hai jinke pass Double Mobile bhi hai.. Technology jese jese badti ja rahi hai hamare kaam aasan to ho rahe hai par uske sath sath jo risk hai wo bhi bad raha hai, aesa hi ek risk hai aapka Mobile Number Hack hone ka.. Security ko jitna update rakha jaye utna hi hamare liye acha rheta hai, or aap ye to jante hi hoge, Security ko double karne ke liye Banks, GMail, Facebook ya koi or service ho, OTP ka use karte hai. OTP ke jariye hamare Mobile Number par ek code aata hai, jisko dalne par hamara account verify hota hai, uske baad open hota hai.. dekha jaye to, hamare Mobile par jo OTP aaya hai wo kisi ko naa mile to wo hamara account access nahi kar payege, bhale wo password gase kar bhi le. Par iska ulta, agar unko hamare Mobile number par aaye OTP mil jaye to wo hamare kisi bhi account ko Hack kar sakte hai badi aasani se.. To ab aap ye to samaj gaye hoge, ki agar aapka Mobile Number Hack huaa.. or kisi ko aapke Number par aa...

5 Important Facebook Security Tips in Hindi

Image
Internet Ki Sabse Popular Social Media Website Facebook Hai . Fb Par Har Mobile User Ka Account Id Jarur Hota Hain Jo Iske Baare Me Janta Hain .Agar aap iss Facebook Security Tips wale Article ko padh rahe H toh aapke paas bhi FB account jarur hoga . Isliye Aapko Chahiye Ki Aap Apne Fb id Ko Safe Rakhne Ke Liye Niche Di Gayi Kuch Tips Jarur Padhe . Facebook account ka puraa control Hamare Hath Me Hone Par Bhi ham iska use nahi karte hain jiske karan har koi hame FB friends request bhej deta hain Koi bhi hamare profile timeline par post kar deta hain . Iske hamare New Feed me unwanted post aor photo aa jate H jo hame pasand nahi aate . Agar aap inko apne control me karna chahte hai toh aapko Aage Batayi Gayi  Facebook Security tips ko jarur follow karna chahiye jo Aapke Bhut Kaam Aaygi . 5 Important Facebook Security Tips in Hindi Waise Toh Facebook Chalate SamaYe Bhut Si Problem Aake Samne Aa Jati Hai jiska Solution Bhi Mil Jata Hain Lekin Security Ke Mamle Me Hame Satrk Rehne Ki Jarur...