Posts

Showing posts with the label Par

Happy Diwali Fireworks Effect Blogger Blog Par Add Kaise Kare

Image
Hello Friends aaj main aap logo ke liye lekar aya hu Happy Diwali Fireworks Effects , aagar aap ek indian hai to aapko pata hai india me diwali kitna popular hai aur is diwali me kuch ho na ho Fireworks to jarur hota hai. aap aagar ek blogger hai aur aapke khudke ek blog hai to aap sirf ghar pe hi nahi aapne blogger blog par bhi fireworks effect kar sakte hai. Ha dosto aap aajke is post ko dekh kar aapne blog par aapne visitors ke liye fireworks effects dal sakte hai. Fireworks effect kya hai sayed mujhe bolne ki jarurat nahi hai ye to bacche bacche ko pata hai, jobhi hai niche se dekh lijiye kaise blogger blog par fireworks effect add karte hai. Fireworks Effect Blog Par Kaise Add Kare ? Blogger blog par aagar Fireworks effect add karna chahate hai to simple aapko kuch code use karna hoga jo main niche de diya hai, aur kaise add karna hoga wo bhi main step by step bata diya hai aap sirf niche ki simple step ko follow kare aur code ko add kare aapke blog par fireworks effect add ho jay...

Blog/website URL ko facebook par se unblock kaise kare?

Image
ज्यादातर न्यू ब्लोगर्स की ब्लॉग ट्राफिक फेसबुक से आती है, और ऐसे मे अगर फेसबुक आपके ब्लॉग को block करदे तो आपको ऐक बड़ी मुसीबत का सामना करना पड सकता है, फेसबुक ने spam फ्री फेसबुक के लिए स्पैम feature बनाया है, अगर फेसबुक पर कोई आपत्तिजनक पोस्ट करता है तो हम उसकी रिपोर्ट कर सकते हैं मतलब स्पैम कर सकते हैं. और फेसबुक उस पोस्ट को हटा देता है। कई बार आप फेसबुक पर बार बार ऐक ही लिंक सेंड करते हैं तो भी facebook पर आपका ब्लॉग block हो सकता है. कुछ लोग बेवजह स्पैम करते हैं आपकी पोस्ट मे कोई भी प्रोब्लेम ना हो फिर भी कुछ लोग अपने मजे के लिए उसे स्पैम करते हैं, और फेसबुक भी बिना सोचे समझे कई बार हमारी पोस्ट को स्पैम बोक्स मे डाल देता है, फिर वो पोस्ट ऐक स्पैम पोस्ट कहलाती है, अगर हम उस स्पैम पोस्ट को शेयर करते हैं तो हमारी आइडी भी फेसबुक द्वारा ब्लोक कि जा सकती है. Facebook Account Block Q hoti hai और कैसे facebook account को ब्लाक होने से बचाए उसकी जानकारी HMH.pe शेयर की है वो भी जरुर पढ़े ! न्यू ब्लॉगर को इतना नोलेज नही होता कि fake spamming को रोक सके, सबसे ज्यादा प्रोब्लेम तब होती है जब क...

Cloudflare Free SSL/HTTPS WordPress Par Kaise Setup Kare

Image
Howdy Guys ! recent post me maine aapko ssl certificate ke bare me bataya tha umeed karta hu aapne meri wo post padhi hogi aur ssl ke bare me puri jankari apko mil chuki hogi agar aapne abhi tak meri wo post nahi padhi hai to jaldi hi use padh kar samajh lijiye kyuki bina us post ko padhe ye post aapko samajh nahi aayegi. Google search me ranking ke liye ab aapki site me (HTTPS) ssl ka hona bahut hi jaruri hai Ish certificate se aapki website (web server) aur aapki client information ka data third part se secure kara jata hai hackers aapke website data ko chura nahi sakte hai Ssl certificate free or paid bhi hote hai aap chahe to ishe Godaddy se kharid sakte hai. Ishe (ssl certificate) ko aap Godaddy or baki web hosting company provide karne wali website se purchase kar sakte hai par un website me iski keemat kuch jyada hi hoti hai waise security ke mamle me ye bahut hi achhi hoti hai par price inka high hota hai Godaddy website aapko iske liye 3000 rs one year ka charge karti hai. Cl...

Facebook Par Single Name Kaise Set Kare (Facebook Last Name Hide)

Image
Hi freinds ! aaj mai aapke liye facebook se related ek aur trick le kar aaya hun. Isme mai aapko batgaunga ki kaise aap facebook profile par single name set kar sakte hai aur apne last name ko hide kar sakte hai. Ye sawal mujhe ek bande ne bahut pahle pucha tha tab maine blogging bhi start nahi kari thi par us waqt mujhe facebook ke bahut se trick ke bare me pata tha aur abhi bhi hai. Mai shuru se hi facebooks trick ke bare me sikhta aaya hun. Mai facebook profile se last name ko hide karne ke trick ke bare me bahut pahle se hi janta tha. 2015 me jo facebook me single name set karne ka trick tha wo bahut purana ho chuka tha aur bahut lamba process bhi tha. Ek aam aadmi ush trick ko apne phone se apply nahi kar sakta tha but ab 2017 me ye facebook ki trick bahut hi easy ho chuki hai aur ab har koi banda ish trick ka use apne phone par se kar ke apne last name ko hide kar sakta hai. Bahhuto ko facebook me last name rakhna pasand nahi hai unhe ye thoda bekar lagta hai. Waise mujhe bhi fa...

Apne Blog Par Kon Sa Aur Kaisa Post Likhe Kaise jane,10 Killer Tips

Image
Hello friends aaj mai Aapko Phir se ek naye Topic par article lekar aaya hu Jo aaye Dino logo ke dimag me aate rahta hai pahle mere mind me kuchh hi tips tricks tha Mai jub blog start kar raha tha to mere pass kuchh hi topic tha ye sabhi bate maine Delhi wale Brother ko bataya to wo kaha jo tumhare mind me abhi hai uske likhne ke bad kya likhoge mai bhi kuchh der sochne laga aaj aalam ye hai mere pass itne post ideas hai mai daily 5 post bhi karu to sayad hi mere mind idea khatm hoga Kabhi kyuki 1 post likhne ke chakkar me  10 post ka idea aa jata hai To Aaiye aaj mai Aapko apna Khud ka Experience bata raha 1   .   Question Answer Facebook Group Group se post idea le Aapko iske liye kahi extra time dene ki jarurat nahi hai kyuki din me koi kam ho ya na ho aap facebook to jarur use karte ho aap facebook use karte karte Aapko kya li8khyna hai ye jan sajkte ho facebook par aise Aapko kai Group mil jayenge jaha par question puchha jata aur uska answer  waha ke member log dete hai   2  . Da...

Mobile Se Video Editing, Video Par VFX Effects Kaise Dale ?

Image
Android mobile se video edit kaise kare, video par VFX effect kaise dale? Hello friends main parvez aapka dost, aaj main aap logo ke sath share karunga ki aap kaise aapne android mobile ke madad se asan tarike se kisi bhi video ko edit kar sakte ho. Video edit aabhi bahut popular ho chuka hai, jab se android mobile aya hai tab se mobile par video editing bahut jada popular ho gaya hai. Aagar aap ek youtube channel chala te hai aur aapke pas computer nahi hai to aap asan tarike se aapne phone se hi video editing kar sakoge. Aabhi google play par aisa bahut App hai video edit karne ke liye, lekin aaj main jo app aap logo ke sath share karunga wo sabse alag hai aur ekdam new ek app hai app ka naam hai "Vizmato". Is app ko istemal karke aap aapne video par vfx effects bhi de sakte ho. to dosto chaliye dekhte hai is app ko istemal kaise karte hai dekhte hai. Read: Computer Ke Liye Best Video Editing Software Android Mobile Se Video Edit Kaise Kare ? Main pahle hi bata diya hai aaj...

Flipkart Par Apna Product Sell Karne Ke Liye Seller Account Kaise Banaye

Image
Howdy friends ! agar aapke paas ek offline store hai aur aap apne products ko online sell karna chahte hai to aap flipkart se aisa kar sakte hai flipkart par seller account bana kar aap flipkart se tieup kar sakte hai aur apne products flipkart ko de sakte hai apne website par sell karne ke liye. Flipkart se aap partnership par work kar sakte hai aur partnership par work karne ke liye aapko apne products ka kuch commission flipkart ko pay karna hota hai commission ka amount aapke products par depend karta hai jis bhi product ka sell amount adhik hoga us product ke liye aapko adhik commission pay karna hota hai. Flipkart par aapko product commission ke saath saath shiping charge bhi pay karna hota hai aur shiping charge amount bhi state level aur local ke hisab se alag alag pay karna hota hai aur ye product ki weight par bhi depend karta hai well agar aap flipkart par apne products sell hi karna chahte hai to sabse pahle aapko iski business model ke bare pata kar lena chahiye. Well ...

Facebook Par Apna Number Kaise Hide Kare

Image
Hi everyone ! facebook par account create karne ke baad aapko apna number hide karna chahiye agar aap apna mobile number hide nahi karte hai to koi bhi fake aur unknown person aapke profile se aapka number nikal kar aapko call kar sakta hai jisse future me aapko problems ho sakti hai. Facebook par account aap Email or Number se bana sakte hai waise security ke mamle me aapko email se hi account create karne ki salah facebook deti hai par Log number se hi banana pasand karte hai. Number se facebook account banane me koi problem nahi hai par use hide na karna problem ho sakti hai. Well ! agar aap ek Male person hai to aapko koi bhi call kare farak nahi padta hai par wahi agar aap koi Female person hai to aapko Ladke call kar kar ke pareshan kar sakte hai. Facebook ek open source messaging platform hai jaha har koi apse communicate kar sakta hai aur aapse connection bana kar chat kar sakte hai. Fb ek open platform hai aur iske users duniya me bahut hi jyada hai yaha kaun person kai...

Computer Par Fast Hindi Typing Kaise Kare

Image
Computer ho ya Laptop aap chaho to usme asan tarike se fast speed me Hindi Typing kar sakte ho. PC ya laptop par Hindi type karne ke liye aapko ek Tool aapne computer par install karna hoga, jiska naam hai Google Input Tools . Ye ekdom free tool hai google ka, Main niche iska download link de diya hai aap usi link se is input tool ko download karke aapne Computer ya Laptop par jis par marji install karke asani se Hindi Type  kar sakte hai. Hindi type karne ke liye Internet par kafi sare tools, websites hai, lekin mere hisab se sabse badiya hai ye Google Input tools. kyuki aap is ko istemaal karke kahi bhi type kar sakte hai, chahe wo Blog ho ya Microsoft office ya notepad kisibhi jaga. Read : Android Mobile Phone Par Hindi- हिंदी Kaise Type Kare कंप्यूटर पर हिंदी टाइप कैसे करे ? गूगल इनपुट टूल इस्तेमाल करके  Step 1. Pehle aap www.google.com/inputtools  is software ko aapne Pc ya Laptop par download kare uske bad aapne internet connect karke isko computer par install kare. Install ho...

Photoshop & illustrator Par हिंदी Kaise Likhe ?

Image
Photoshop and illustrator par hindi kaise liye ya phir kaise type kare. Friends aajke iss post me main aap logo ke sath share karne jara hu ki Adobe photoshop and illustrator par thik tarike se hindi font me type kese karte hai. Too aagar aap photoshop istemal karte hai too sayed aap usme jarur hindi likhna chahate hai, but likh nahi pate. Photoshop par aagar aap english word ki traha hindi likhne jawoge to aap thik tarike se likh nahi pawoge, uske liye aapko thoda alag tarike se kaam karna hoga. Friends Computer par hindi kaise likhte hai wo main pehle hi ek post me bata diya hai, aagar aap wo post nahi padha too iss link se uss post ko padhe. Asal me Photoshop par u hi nahi likh sakte aagar aap photoshop par likne jate hai to word thik tarike se nahi show karega, uske liye aapko pehle Unicode par convert karna hoga tab aap thik tarike se likh sakoge. Jobhi ho chaliye dekhte hai kaise Photoshop par hindi likhte hai. Read:  Computer Par Fast Hindi Typing Kaise Kare Photoshop Par हिंदी ...