Posts

Showing posts with the label List

Website Blog Ke Liye Free Logo Kaise Banaye | 9 Best Online/Offline Tool

Image
Bina kisi graphic designing ke Anubhao ke ek Badiya logo banana bahut muskil kaam hota hai. Logo ek graphic mark hota hai jisko companies, enterprises aur organizations apne brand ke Roop me upyog karte hai. Ek accha logo banana koi Asaan task nahi hota hai. Bahut se compnay apne brand ka logo banane ke liye Acchi khasi paisa kharch karte hai. Yadi aap ek blogger hai to aapko bhi apne blog ke liye ek accha logo banana cahiye. Aaj mai aapko kuch online/offline tool ke bare me batauga Jaha se aap apne blog woh business ke liye ek uniqe aur high quality ka logo bana sakte hai. Aap apne Requerment Ke Hisab se apna logo free me genrators kar sakte hai. To chalo dekhte hai ki woh Kon Kon Tool/website hai jaha se aap apne blog ke liye free me logo bana sakte hai. agar aapko Photoshop Software use karna aata hai to aap usme bhi bana sakte hai. Website Blog ke liye Free Logo Banaye in Website ki madad se #1: Textgiraffe.com Visit Website Textgiraffe ek amazing text design base logo maker hai...

Top Useful Hindi Websites List [2017]

Image
Namaskar, aap sab ka HMH.pe par bahut-bahut swagat hai. Aaj is article me main aapke saath share karne jaa rha hun hindi bhasha me useful content provide karne wali kuch badhut hii badhiya websites List ko. Jaise-jaise Indian users ki counting online badhti jaa rhi hai, uske saath-saath hindi content wali websites kii counting bhi badhti jaa rhi hai. Ab aap log jante hii honge ki har ek website apne mayne me different hoti hai aur har ek site to quality content provide nahi karti hai, isliye hamne aapke liye ek research karke keval un websites ko list out kiya hai joki keval hindi bhasha me quality content provide karti hain. To bina kisi der ke, ye rahi list. Suvidha ke liye hamne websites ko alag-alag categories ke hissab se divide kiya hai. News Websites and Latest Information Websites Is category me ve sabhi websites list ki gayin hain jisme aap badhiya knowledge wala content read kar sakte hain. Isme news websites aur entertainment websites bhi shamil kii gayin hain. Ye websites...

Top 5 Make Money Android Apps List Ki jankari 2017

Image
Make Money Android Apps Me Aapko Teen Ya Char Traha Se Paisa Kamane Ka Option Milta Hain Jaise Free Recharge , Paytm Cash , Direct Bank Transfer , Shopping Gift Card Ye Wo Tarike Hain Jo Aapko Milte Hain . Ham Kayi Baar Ye Sawaal Sochate Hai Ki Kya Android Mobile Se Paise Kamaye Ja Sakte Hain Agar Haan Toh Kaise . Haan Bilkul Kamaye Ja Sakte Hain Lekin Uske Liye Aapko Tarika Ya esi Koi Top Make Money Android Apps Pata Honi Chhaiye Jisse Paise Aaye . Android Mobile Jisme Ham Bhut Saare Application Ka Use Karte Hain Jinme Kuch esi Apps Bhi Hoti Hain Jinse Ham Paise Kama Sakte Hain . Kyu Ki Aaj Ke Time Me Online Business Bhut Aage Tak Pauch Gaya Hain . Yaha Mai Aapko Top 5 Money Making Android Apps Ke Baare Me Bata Raha Hu Jo Sabse Badhiya Or Jayada Income Dene Wale Hain . Top 5 Money Make Money Android Apps 2017 Inn Sabhi Application Me Registration Karne Ke Liye Ek Gmail Id , Mobile Number Aapke Paas Hona Chahiye Jo Aapke Kaam Aayenge . 1. Dream 11 Cricket Khelne Ke Jo Log Shokeen Hai...