Posts

Showing posts with the label Hindi

Motivational Message for all Bloggers in Hindi

Image
यह पोस्ट specially सभी Bloggers के लिए है। अक्सर सुनने में आता है कि कुछ ब्लॉगर यह कहते हैं कि ब्लॉगिंग के फील्ड में अब अच्छा पैसा नहीं है। ब्लॉग्गिंग करना वेस्ट ऑफ टाइम है। मैं उन लोगों को यह कहना चाहता हूँ। जब तक आप एक सही सोच लेकर ब्लॉगिंग की फील्ड में प्रवेश नहीं करते। तब तक आप ब्लॉगिंग की फील्ड में सक्सेस कभी भी नहीं हो सकते हैं। Blogging किस लिए है? हम लोगों में से ज्यादातर ब्लॉगर यह सोचते हैं कि कुछ पोस्ट करने के बाद जल्दी से उनकी ऑनलाइन earning शुरू हो जाए। लेकिन शायद वह भूल जाते हैं कि ब्लॉगिंग का मूल उद्देश्य यह होता है कि ज्यादा से ज्यादा जानकारियों को सरल भाषा में लोगों तक पहुंचाना और उन questions का answer देना। जो अभी तक इंटरनेट पर उपलब्ध नहीं है। आपका फील्ड ऑफ़ इंटरेस्ट क्या है? ब्लॉगिंग शुरू करने से पहले आप एक बार अपने अंदर झांक कर देखिए कि आप किस चीज में ज्यादा इंटरेस्ट रखते हैं। अक्सर देखा जाता है कि ब्लॉगर्स दूसरे को देखकर कॉपी करना शुरू कर देते हैं। मेरा मतलब है, दूसरे का टॉपिक, दूसरे का फील्ड ऑफ इंटरेस्ट कॉपी करना। आप यह देखिए कि आपका इंटरेस्ट किस चीज में है। जिस ...

PayPal Kya hai : Paypal Account Kaise Banaye Detail in Hindi

Image
PayPal kya hai or Paypal se kya hota hai sayad aapko pata hoga, or nahi pata to bhi koi baat nahi me abhi aapko uske ware me puri jankari dene wala hu or batane wala hu Kaise Paypal par account banaye or kaise Paypal se paise kamaye. Paypal ek online payment send ya received karne ki website hai jisse lakho log roj crorero rupee rojana online transfer karne ke liye istmaal karte hai. PayPal 190 desho me hai or ye 1998 se chal rahi hai or ye online business ke liye bilkul sahi hai. Agar aap online kuch business karte hai ya pir kisi online business se payse kama rahe hai to aapke liye paypal account hona bhut jaruri hai, Q ki jada tar online website payment ke liye paypal ka istmaal karti hai. To fir aaiye jaante hai ki paypal ki website par account kaise banate hai or kin kin chijo ki jarurat padti hai hame apne Paypal account me. Site par jane ke baad Sign Up ki Button par click kare Step 2. Agle Page par ek form khulega usko pura bhare. Akhri me Agree and Create Account ki Butto...

50 Technology Tricks n Life Hacks in Hindi

Image
Technology aaj hamare charo orr hai or aaj ke time me jitne bhi hamare kaam hai usme technology ek bada hissa hai, Chaliye Jante hai Kuch Technology Ticks jinki madad se aap apni Life thodi or aasan bana sakte hai. Me Pure dabe ke sath khe sakta hu aapko me abhi jitne point batane wala hu, unme se bhut se aapko isse phele nahi pata hoge. Technology Tricks or Life Hacks Hindi me Agar Mobile ki battery jaldi charge karna ho to Mobile ko Airplane mode me daal de, usse jaldi charge hoti hai battery. Recharge hone wali Battery ko agar freezer me rakhe to unki life double ho jati hai. Google ko aap Tier ki trha bhi use kar sakte hai, uske liye aap search kare “Set Timer 5 minutes” [or Google ki Tips] Charge hote time Mobile ko use karne se battery ki life kam hoti hai, yahi karan hai Charger ki cable choti hoti hai. Battery ko 6 inches se niche giraye, agar wo thoda uchle matlab sahi hai, or agar jada bounce ho to battery end par hai. Agar aapke Mobile ki battery bilkul khatam hone wali ha...

New Blogger Mistakes According to Hindi Bloggers

Image
Kisi bhi Field me jab new rhete hai to sahi jankari naa hone ke karan galti to sabse hoti hai, or aaj iss post me kuch aesi hi galtiyo ke ware me share karuga jo New Blogger karte hai. Kuch Time phele HMH Fb Group me ek post ki thi jisme sabhi Hindi Bloggers se mene ek question pucha tha ki Blogger Kya galti karte hai jo unko nahi karni chaiye, usme sabhi Hindi Blogger ne apne experience se jo Point share kiye wo sabhi points ko me aap sabse share kar raha hu. New Blogger 50 Mistakes #1: Sahi Topic ko select naa karna , or kisi bhi topic par blog bana lena. Apna Interest kisme hai wo aapko pata hona chaiye uske baad ussi par blog start kare. #2: Blog banate der nahi hui or Paise kamane ke ware me sochne lagte hai. #3: Dusre ke Blog se Copy karke Post Dalna, yee baat jab tak samaj aati hai bhut der ho gai hoti hai. Copy karne ke kya faide hai aap yaha read kar sakte hai. #4: Kisi Blog se kuch thoda sikha wahi Blog par Daal diya. #5: Blog Par Sirf Traffic ke ware me sochna : B...

Whatsapp Download Karna Hai Kaise Kare in Hindi

Image
WhatsApp Download karna hai kaise kare, or Whatsapp me Account Kaise Banaye ye sabal dekha jaye to bhut basic hai, par aaj bhi bhut log hai jinko iske ware me nahi pata. Abhi Abhi Jio ne India me Internet ke user to bhut bada diye hai, or ab wo log bhi Internet chala rahe hai jinko Intnet ki bilkul jankari nahi thi, aese hi ek Bande ne mujse pucha jo hamare yaha kaam karta hai, Bhaiye WhatsApp Download karna hai , kaise karu. To Agar aapka Bhi ye Sabal hai ki Kaise or Kaha se Whatsapp ko Download kare or Kaise Whatsapp me apna account banaye to aap iss post ko pura padhe, aapko iski puri jankari bhut aasan steps me mil jayegi. Aapko ye baat bhi pata honi chaiye, Whatsapp se ham apne pariwar or dosto se jude rhe sakte hai, or kuch log to Whatsapp se Paise kamate hai, promotion karke. Chaliye Jan lete hai kaise Whatsapp ko kaha se Download karke Install kare Mobile me or kaise usme account banaye.. *Agar aap janna chate hai Computer me Whatsapp kaise Chalaye ya ek Mobile me 2 whatsa...

How To Hack WhatsApp Account in Hindi | WhatsApp Hacking App/Tool

Image
How To Hack WhatsApp Account ye har ek Whatsapp user ka sabal hota hai, or wo jaanna chate hai Kya koi WhatsApp Hacking App ya koi Whatsapp Hack Tool hai. Agar aap bhi Jaanna chate hai Whatsapp Hack kaise kare to aap Bilkul sahi jagha hai. WhatsApp Hack Kaise hota hai, wo batane se phele me aapko bata du ye jankari sirf knowledge purpose ke liye hai, or agar aap iska kahi galat use karte hai to uske jimmedar aap khud hoge.. or sabse main baat agar koi iss tarike se kisi ka Whatsapp account hack karta hai to Police badi aasani se unka pata laga sakti hai, to kuch bhi galat kadam uthane se phele jarur soche. Sabse phele to ek baat jo me sabse phele clear kardu, kisi bhi account ko hack karna aasan nahi hota, par ye baat bhi sach hai Internet par aesa kuch nahi hai jo hack naa ho sake. Hacking se Bachne ke liye jitni sabdani ham rakhe utna hi hamare liye badiya rheta hai, iske ware me mene bataya hai Kaise Apne aapko Hacking se bachaye, aap iss article ko jarur read kare taki koi aa...

Photoshop Basic Sikhe Sirf 10 Minutes Me in Hindi

Image
Photoshop ek bahut hi bahtari application hai, iska use kai blogging me infographic design karne me bhi kiya jata hai aur sath me main iska use business me kai log wedding images ko design karne me bhi lete hai. lekin kai user confuse ho jate hai yah soch kar ki ise kaha se sikhan shuru kare. Kyonki yah baaki tool ki tarah simple bhi nahi hai, yah start me bahut hi complicated lagta hai lekin kuch practice ke bad yah apko samajh aane lagega. Lekin, ab apko aur bhi confuse hone ke koi jarurat nahi hai, is content me Photoshop ke pahle basic ko clear kiya jaega, jo har topic ka clear hona bahut jaruri hota hai. Photoshop Tutorials in Hindi | Basics Jaisa ki ham sab jante hai, koi bhi course karne se pahle ya kisi bhi subject me exprt banne se pahle uska basic janna bahut jaruri hota hai. To is content me ham Photoshop ke basic ko samjhege wo bhi achhe tarike se. To chaliye ise shuru karte hai. PhotoShop Sikhna Start yaha se kare Sabhi Points ko achi se dekhe or samje or sath me chala k...

Google Chrome Top 5 Secrets Tricks 2016 In Hindi - All Help In Hindi

Dosto Mera Naam Rohit Gupta Hai. Aur Mai Kanpur, Uttar Pradesh Se Hu. Me Is Website Me Aapko Android, Offers, Blogging, Internet Ke Topics Ki Latest Tricks Ki Information Deta Hu. Wo Bhi Apni Bhasha Hindi Me. Mere Bare Me Jyada Janne Ke Liye Yaha! Click Karein>>

Adsense A to Z Question Answers Hindi Me [Adsense FAQ in Hindi]

Image
Aapka Agar Blog hai ya Youtube Channel hai to aapne Adsense ka Naam to jarur suna hoga, or aapko uske ware me thoda bhut to pata bhi hoga ki ham usse paise kama sakte hai. Par aapke Dimag me kuch sabal hoge Adsense se Sambandit jiska jabab sayad aapko abhi tak nahi mila ho to yaha aapko wo sare sabalo ke jabab milne wale hai. Adsense se sambandit mene Sabal likhe hai jo log aksar pucha karte hai ya jaanna chate hai, to aap Har sabal ko Padhe or uska jabab bhi padhe.. Me dabe se khe sakta hu aapko bhut kuch aesa jaanne or sikhne ko milega jo aapko abhi tak nahi pata tha. To Chaliye Start karte hai. Adsense FAQ in Hindi Note: Kuch Sabal or Jabab aese hai jo sirf aapko jab samaj aayege jab aap Adsense Phele se Use karte hai, unme confuse naa ho. Q1: Adsense ke liye Apply karne se Phele Kya kare? Ans: Adsense ke liye Agar aap apply karne wale hai to aapko Sabse pheli baat to jald waji bilkul bhi nahi karni hai or apni site ko puri trha se teyar karne ke baad hi Apply karna hai. Yaha P...

Computer Par Fast Hindi Typing Kaise Kare

Image
Computer ho ya Laptop aap chaho to usme asan tarike se fast speed me Hindi Typing kar sakte ho. PC ya laptop par Hindi type karne ke liye aapko ek Tool aapne computer par install karna hoga, jiska naam hai Google Input Tools . Ye ekdom free tool hai google ka, Main niche iska download link de diya hai aap usi link se is input tool ko download karke aapne Computer ya Laptop par jis par marji install karke asani se Hindi Type  kar sakte hai. Hindi type karne ke liye Internet par kafi sare tools, websites hai, lekin mere hisab se sabse badiya hai ye Google Input tools. kyuki aap is ko istemaal karke kahi bhi type kar sakte hai, chahe wo Blog ho ya Microsoft office ya notepad kisibhi jaga. Read : Android Mobile Phone Par Hindi- हिंदी Kaise Type Kare कंप्यूटर पर हिंदी टाइप कैसे करे ? गूगल इनपुट टूल इस्तेमाल करके  Step 1. Pehle aap www.google.com/inputtools  is software ko aapne Pc ya Laptop par download kare uske bad aapne internet connect karke isko computer par install kare. Install ho...