Blog Post Ke Under WhatsApp Emoji Kaise Use Kare ๐Ÿ˜



Hi, Friends aajke is post me hum sikhenge ki blog and website post ke under WhatsApp emoji ko kaise use karte hai. Dosto aapko to pata hi hai ki aabhi whatsapp kitna popular hai aur logo ko Whatsapp emoji kitna pasand hai, aagar aap ek blogger hai to aap aapne visitors ko khus karne ke liye aapne blog post ke under whatsapp emoji use kar sakte hai. Post ke under smileys use karna bahut easy hai, aagar aap wordpress par blogging karte hai to aapko ye tips pahle se pata hai, lekin aagar aap blogger par blogging karte hai to aapko sayed nahi pata aabhi blogger par bhi emoji support karta hai. aaj ham wohi sikhenge ki blogger post ke under smileys kaise use kiya jata hai.

Read: Blogger Blog Post Ke Niche Facebook Like Box Add Kaise Kare


blog-post-ke-under-whatsapp-emoji



WhatsApp Emoji Blog Post Par Kaise Use Kare ๐Ÿ˜Ž



Aagar aap wordpress par blog kiya hai to aapko pahle se pata hai ki wordpress hai kaise smileys istemal karte hai isi liye aaj main sirf blogger users ko dikhunga ki blogger par smileys kaise use karte hai.

Step 1. Pahle aap blogger Post par jaye, uske bad aap aapne post likhe, aabhi aap jis jaga smileys ko dena chahate hai usi jaga mouse press karke aap upar menu se smileys icon par click kare.


blog-post-ke-under-whatsapp-emoji-kaise-use-kare


Step 2. Aabhi aapke samne "Insert special characters" box open hoga, usme se aap "Emoji" ko select kare.

blog-post-ke-under-whatsapp-emoji-kaise-use-kare


Step 3. Jab aap Emoji select karoge to aapke samne bahut sare Whatsapp smileys show ho jayega, aap in sabhi ko aapne blog post ke under use kar sakte ho, use karne ke liye sirf jisko use karna hai uske upar mouse se ek click karna hoga.

Note: Friends aapko is emoji box ke under hajaro style ke smileys milega, sirf emoji hi hai aapko aur bhi bahut Characters milega jisko aap aapne post ke under use kar sakoge.

Friends main ummid karta hu ki aapko ye post accha laga hai aur aapko helpful laga hai, aagar aapko aapne blog post par whatsapp emoji use karni hai to aap is post ko follow kareke wo kam kar sakte hai, to post ko aapne dosto ke sath share kare taki unko bhi pata chale aajke liye itna hi thanks.

Comments

Popular posts from this blog

Mobile Ke Sath PC Keyboard Ko Connect Karke Typing Kaise Kare

Web Designing & Developing me Career Kaise Banaye (Puri Jankari)

Android Mobile Ke Typing Speed Fast Kaise Kare