Blogger Par Live Cricket Score Widget Kiase Add Kare




Cricket India me hi nahi sare world me aabhi bahut popular ek game hai lekin kuch desh me ye bahut jada popular hai, jaise ki hamara desh me ye game bahuti popular hai. Cricket to hum log dekhte hi hai lekin jin logo ko TV par nahi dekhna milta wo log kisi bhi website par visit karke live score dekhte hai. Dosto agar aapke ek blog hai to aap bhi aapne blog par ye cricket widget add karke aapne visitor ke help kar sakte hai. Is me aapka bhi faida hai jaise ki visitor aapke blog par score dekhne ke liye ayega or aapka blog visitor badega or income bhi badega. Jobhi ho aaj main aap logo ke sath kuch behetar live cricket score widget share karunga jo aapko bahuti pasand ayega. To chaliye dekhte hai blogger blog par kaise ye cricket widget add karte hai, easy hai aap sirf niche dikhaya huya mera step ko follow kare.

Read : Blogger Par Youtube Subscribe Button Kaise Add Kare



blogger-par-live-cricket-score-wedget-add-kare


Live Cricket Score Wedget Blogspot Blog Ke Liye



Step 1. Aap pahle blogger dashboard par visit kare is link par click karke.

Step 2. Ab aap Layout → Add a Gadget → HTML/Javascript par click kare.


blogger-par-live-cricket-score-wedget-add-kare


Step 3. Aabhi aap dekhe ek window ayega usme se aap Content Box par niche ke code ko copy karke past kare or Title box par kuch bhi likhiye.

blogger-par-live-cricket-score-wedget-add-kare


Step 4. Aab niche ke code ko copy karke upar ke box par past kare, niche dekhiye bohut sare style ke widget hai aapko jo pasand hai usko aapne blog par add kare.

Style 1.


 <script type="text/javascript"> app="www.cricwaves.com"; mo="f1_kzd"; nt="flash"; mats =""; tor =""; Width='302px'; Height='252px'; wi ="w"; co ="flash"; ad="1"; </script><script type="text/javascript" src="http://www.cricwaves.com/cricket/widgets/script/scoreWidgets.js"></script> 


Style 2.
 <script type="text/javascript"> app="www.cricwaves.com"; mo='Ext'; nt="Ext"; mats =''; tor =''; Width='302px'; Height='304px'; wi ='w'; co ='Ext'; ad="2"; </script><script type="text/javascript" src="http://www.cricwaves.com/cricket/widgets/script/scoreWidgets.js"></script> 

Style 3.

 <script>  app='www.cricwaves.com'; mo="h_p11"; nt="1";   wi ="n";  co ="7"; ad="1"; </script><script type="text/javascript" src="http://www.cricwaves.com/cricket/widgets/script/scoreWidgets.js"></script>


Style 4.
 <script> 
app="www.cricwaves.com"; mo="1"; nt="n"; wi ="n";
co ="2"; ad="1";
</script>
<script type="text/javascript" src="http://www.cricwaves.com/cricket/widgets/script/scoreWidgets.js"></script>

Style 5.

 <script src="//www.cricruns.com/system/application/views/widgetBase/wid_220_350_wo_ad.js" type="text/javascript"></script> 


Dosto upar ke koibhi ek Style ko aapne blog par add kar sakte hai. Agar aapko mera ya post accha laga ho to jorur post dosto ke sath share kare or ha is widget par aapko sare cricket ke score milega chahe world cup ya t20 ya fir IPL sab kuch milega is ek he widget par. Koi bhi problem hoto niche comment kare hum help karenge.

Comments

Popular posts from this blog

Mobile Ke Sath PC Keyboard Ko Connect Karke Typing Kaise Kare

Web Designing & Developing me Career Kaise Banaye (Puri Jankari)

Android Mobile Ke Typing Speed Fast Kaise Kare