Posts

Showing posts with the label Edit

Photoshop Basic Sikhe Sirf 10 Minutes Me in Hindi

Image
Photoshop ek bahut hi bahtari application hai, iska use kai blogging me infographic design karne me bhi kiya jata hai aur sath me main iska use business me kai log wedding images ko design karne me bhi lete hai. lekin kai user confuse ho jate hai yah soch kar ki ise kaha se sikhan shuru kare. Kyonki yah baaki tool ki tarah simple bhi nahi hai, yah start me bahut hi complicated lagta hai lekin kuch practice ke bad yah apko samajh aane lagega. Lekin, ab apko aur bhi confuse hone ke koi jarurat nahi hai, is content me Photoshop ke pahle basic ko clear kiya jaega, jo har topic ka clear hona bahut jaruri hota hai. Photoshop Tutorials in Hindi | Basics Jaisa ki ham sab jante hai, koi bhi course karne se pahle ya kisi bhi subject me exprt banne se pahle uska basic janna bahut jaruri hota hai. To is content me ham Photoshop ke basic ko samjhege wo bhi achhe tarike se. To chaliye ise shuru karte hai. PhotoShop Sikhna Start yaha se kare Sabhi Points ko achi se dekhe or samje or sath me chala k...

Birthday, Christmas, Valentines day Ke Liye Photo Edit Kaise Kare

Image
Photo editing kaise kare? Birthday photo kaise banaye? valentine's day special photo kaise banaye girl friend ke liye? Hello dosto aajke is post me main aap logo ke sath ek aisa tips share karunga jisko use karke aap asani se aapne kisi bhi photos ke aapne maan pasand tarike se edit kar sakoge aur uspar har traha ke effect bhi dal sakoge bina photoshop software use karke. Jab koi festival ata hai ya phir kisi friends ka birth day ata hai to aap usko wish jarur karte hai aagar aap usika koi photo ko edit karke uske birthday par send karoge to wo kuch alag baat hoga. Photo editing ke liye isse pahle main bahut sare post kar chuka hu jisme main bahut sare Apps, software, website ke bareme bata chuka hu, lekin aaj jo wbsite main aap logo ke sath share karunga isko use karke aap aapne kisi bhi photo ko maan pasand ke effect se edit kar sakoge. aagar aap animation text banana chahate hai wobhi aap kar sakoge, to chaliye dekhte hai. Read: Photo Edit Karne Ke Liye Best Website Birthday, Va...