Posts

Showing posts with the label Important

New Bloggers Ke Liye 8 Important Tips [Blogging Secret]

Image
Agar Aap EK Blogger hai ya banna chate hai or Online Success hona chate hai.. To sabse phela or kadba such me aapko bata deta hu ki online Hajaro blog bante hai par sirf unme se sirf kuch hi success ho pate hai.. Q ki Wo starting me bhi bhut si galtiya kar dete hai fir Niras ho kar sab khatam ho jata hai. Image Source Har Jagha Competition to hota hi hai, Issi trha Online bhi hai to Online apni ek alag phechan banana thoda Muskul padta hai. Isiliye apne experience ke aadhar par mai new bloggers ke liye kuch tips dena chahta hu jo aapko ek online duniya me pehchan dilane me bahut help karega. Success Hone Ke Tips New Bloggers ke Liye #1: Target Set Kare Blogging me New bloggers ke mn me hamesha paisa kamane ki chahat hoti hai. Jiske wajah se wo apne blog par concentrate (diyan) nahi kar paate hai. Iske liye unko ek target set krna chahiye ki Unke liye sbse important kya hai . Agar aap online world me apni pehchan bnana chahte hai toh iske liye aapko logo ki help krni hogi jisse log a...

5 Important Facebook Security Tips in Hindi

Image
Internet Ki Sabse Popular Social Media Website Facebook Hai . Fb Par Har Mobile User Ka Account Id Jarur Hota Hain Jo Iske Baare Me Janta Hain .Agar aap iss Facebook Security Tips wale Article ko padh rahe H toh aapke paas bhi FB account jarur hoga . Isliye Aapko Chahiye Ki Aap Apne Fb id Ko Safe Rakhne Ke Liye Niche Di Gayi Kuch Tips Jarur Padhe . Facebook account ka puraa control Hamare Hath Me Hone Par Bhi ham iska use nahi karte hain jiske karan har koi hame FB friends request bhej deta hain Koi bhi hamare profile timeline par post kar deta hain . Iske hamare New Feed me unwanted post aor photo aa jate H jo hame pasand nahi aate . Agar aap inko apne control me karna chahte hai toh aapko Aage Batayi Gayi  Facebook Security tips ko jarur follow karna chahiye jo Aapke Bhut Kaam Aaygi . 5 Important Facebook Security Tips in Hindi Waise Toh Facebook Chalate SamaYe Bhut Si Problem Aake Samne Aa Jati Hai jiska Solution Bhi Mil Jata Hain Lekin Security Ke Mamle Me Hame Satrk Rehne Ki Jarur...