Posts

Showing posts with the label Fast

Android Mobile Ke Typing Speed Fast Kaise Kare

Image
How to increase android mobile phone typing speed? Mobile phone ke typing speed kaise badhaye? aagar aap aapne mobile phone ke typing speed ko improve karna chahate hai to aap aajke is post ko last tak dekhiye jarur. Aabhi world me jadatar android phone hi istemal hota hai aur aagar aap is post ko mobile se dekh rahe ho to main ummid karta hu ki aap android phone se hi dekh rahe ho, jobhi ho aagar aap aapne mobile se bahut jada typing karte ho aur aapke typing speed slow hai to aap chaho to kuch kam karke aapne typing speed ko pahle se doguna fast kar sakte ho. Jo log computer use karte hai unke pass keyboard hota hai jisme typing karna bahut easy hota hai lekin mobile par koi extra keyboard nahi hota sab tuch screen hai jisme typing karna sach me bahut muskil hota hai. Aagar aap janna chahate Mobile ke sath PC keyboard ko connect kaise karte hai to aap is post ko read kar sakte hai. Aagar aap soch te hai mobile par typing speed improve karke fayda kya hoga kisi job pe to kam nahi ayeg...

Computer Par Fast Hindi Typing Kaise Kare

Image
Computer ho ya Laptop aap chaho to usme asan tarike se fast speed me Hindi Typing kar sakte ho. PC ya laptop par Hindi type karne ke liye aapko ek Tool aapne computer par install karna hoga, jiska naam hai Google Input Tools . Ye ekdom free tool hai google ka, Main niche iska download link de diya hai aap usi link se is input tool ko download karke aapne Computer ya Laptop par jis par marji install karke asani se Hindi Type  kar sakte hai. Hindi type karne ke liye Internet par kafi sare tools, websites hai, lekin mere hisab se sabse badiya hai ye Google Input tools. kyuki aap is ko istemaal karke kahi bhi type kar sakte hai, chahe wo Blog ho ya Microsoft office ya notepad kisibhi jaga. Read : Android Mobile Phone Par Hindi- हिंदी Kaise Type Kare कंप्यूटर पर हिंदी टाइप कैसे करे ? गूगल इनपुट टूल इस्तेमाल करके  Step 1. Pehle aap www.google.com/inputtools  is software ko aapne Pc ya Laptop par download kare uske bad aapne internet connect karke isko computer par install kare. Install ho...

Startup Software Disable Karke PC Speed Fast Kaise Kare

Image
Pc Speed Fast Kaise Kare? Computer ke speed up kaise kare! Hello friends aajke is post me main aap logo ke sath share karunga kaise aap aapne computer ke startup softwares ko disable and remove karke aapne computer ka speed fast karoge. Aabhi aapke maan me ek sawal a raha hai ki ye stsrtup software kiya hai aapne to aisa ko software aapne computer par install nahi kiya hai, aagar aap ye soch rahe hai to aap galat soch rahe hai kyuki startup software ke matlab kuch aur hai niche main startup software konsa hai aur ye khaha se ata hai wo sab bata diya hai. Read: PC Speed Fast Karne Ke Liye 8 Best Tips Startup Software Kya Hai aur Ye Khaha Se Ata Hai ? Startup software un software ko khaha jata jo software aapke computer ON hone ke sath sath wo bhi auto runing ho jata hai, matlab aap jab aapne pc ko start karoge tab pc start ke sath sath wo sare startup softare khud ba khud start ho jata hai. Aabhi sawal hai ye startup software khaha se ata hai? dosto ye startup software aap khud install ...

Android Mobile Phone (Smartphone) ko Fast Kaise Kare

Image
Howdy Guys ! Kya aapka android phone Slow hai? Kya aapke phone par 4G sim bhi 2G ki speed se work karti hai? Agar hai to aapko apne mobile phone fast karne ki jarurat hai Slow working mobile phones par internet bhi slow surf hoti hai aur downloading speed 24 kbps se upar nahi jati hai. Agar aapka phone slow hai to wo kabhi bhi crash kar sakta hai aur usme jitna bhi Data hai sabhi erase ho sakta hai isliye phone ko hamesa boost karte rahiye aur jitna ho sake phone RAM ko khali rakhiye. Har smartphone user yahi chahta hai ki uska phone fast kaam kare par aisa sabke saath hota nahi hai Aapke phone me 1Gb RAM hai aur aap uspar movies dekh rahe hai tab agar kisi ka achanak phone aa jata hai to phone hang hone lagta hai aur aisa phone fast na hone ki wajah se hota hai. Mobiles ki speed badhane ke liye aapko bahut se chijo ko remove aur internal storage ko clean karke rakhna hota hai aur is par faltu ke Junk apps install nahi karne chahiye tab hi aap apne phone ko full fast bana sakte ha...