Posts

Showing posts with the label Tool

QR Code Kya hai, Kya hota hai is se or kese use karte hai

Image
Hello Friends Kya Aap jaante hai QR Code kya hai or QR Code se kya hota hai or ye kis kis kaam aata hai, agar nahi to ye post aapke liye hai. QR Code Kya hai uski Puri Jankari in Hindi QR Code jiska matlab hota hai Quick Response Code.  Ye ek code hota hai jo ham insano ki akho se us message ko nahi pas sakte par ham us code ko Mobile Phone me camera ki madad se aasani se read kar sakte hai. Jo Code hota hai usko ham jese hi Mobile me camera se scan karte hai us code me jo bhi message hota hai to aa jata hai. QR Code ka Kya Kya Istmaal hai Abhi ke time me QR Code ka bhut si jagha use ho raha hai, Q ki ham sab jaante hai Mobile to har ek ke pass hai to agar hame kuch information kisi ke mobile me jaldi se deta hai to wo ham QR Code ki madad se kar sakte hai Ye kuch Chije jo ham QR Code se kar sakte hai BookMark Link (website ki link jisko scan karne par wo bookmark ho jaye) Contact (Apna Contact ka QR Code bana sakte hai jisko scan karne par hamare contacty ki detail turant aa jati...

Website Blog Ke Liye Free Logo Kaise Banaye | 9 Best Online/Offline Tool

Image
Bina kisi graphic designing ke Anubhao ke ek Badiya logo banana bahut muskil kaam hota hai. Logo ek graphic mark hota hai jisko companies, enterprises aur organizations apne brand ke Roop me upyog karte hai. Ek accha logo banana koi Asaan task nahi hota hai. Bahut se compnay apne brand ka logo banane ke liye Acchi khasi paisa kharch karte hai. Yadi aap ek blogger hai to aapko bhi apne blog ke liye ek accha logo banana cahiye. Aaj mai aapko kuch online/offline tool ke bare me batauga Jaha se aap apne blog woh business ke liye ek uniqe aur high quality ka logo bana sakte hai. Aap apne Requerment Ke Hisab se apna logo free me genrators kar sakte hai. To chalo dekhte hai ki woh Kon Kon Tool/website hai jaha se aap apne blog ke liye free me logo bana sakte hai. agar aapko Photoshop Software use karna aata hai to aap usme bhi bana sakte hai. Website Blog ke liye Free Logo Banaye in Website ki madad se #1: Textgiraffe.com Visit Website Textgiraffe ek amazing text design base logo maker hai...