Posts

Showing posts with the label 50

50 Technology Tricks n Life Hacks in Hindi

Image
Technology aaj hamare charo orr hai or aaj ke time me jitne bhi hamare kaam hai usme technology ek bada hissa hai, Chaliye Jante hai Kuch Technology Ticks jinki madad se aap apni Life thodi or aasan bana sakte hai. Me Pure dabe ke sath khe sakta hu aapko me abhi jitne point batane wala hu, unme se bhut se aapko isse phele nahi pata hoge. Technology Tricks or Life Hacks Hindi me Agar Mobile ki battery jaldi charge karna ho to Mobile ko Airplane mode me daal de, usse jaldi charge hoti hai battery. Recharge hone wali Battery ko agar freezer me rakhe to unki life double ho jati hai. Google ko aap Tier ki trha bhi use kar sakte hai, uske liye aap search kare “Set Timer 5 minutes” [or Google ki Tips] Charge hote time Mobile ko use karne se battery ki life kam hoti hai, yahi karan hai Charger ki cable choti hoti hai. Battery ko 6 inches se niche giraye, agar wo thoda uchle matlab sahi hai, or agar jada bounce ho to battery end par hai. Agar aapke Mobile ki battery bilkul khatam hone wali ha...

Top 50 High CPC Keywords for Google Adsense and Adwords » HindiHelpguru

Image
kya aap adsense se 1 click me $54.91 kamana chahte hai ? kya aap adsense se daily high earning karna chahte hai ? is Article ko pura padhe, aur follow kare. mai isame High CPC Keywords ke bare me bata raha hu. Blogging earning ke liye google Adsense sabse bada platform hai. most of blogger ki earning adsense se hi hoti hai. adsense advertising me cpc rate se earning hoti hai. adsense advertiser aur publisher ke bich ka Broker ya Commission agent mana jata hai. agar koi advertiser apani ads ke liye jyada paise deta hai to adsense bhi usi keyword ke liye high cpc rate rakhta hai. matlab publisher ko bhi is High CPC Keywords se per click jyada paise milte hai. High CPC keyword 2016 adsense se jyada earning karni hai to content SEO tips ke sath me High CPC Keywords use karne padenge.( example : Insurance, Loans, Mortgage, Attorney etc. ) agar aap indian blogger hai to aapko india ke hi top CPC rate Keywords use karne padenge. kyunki aapke traffic india se jyada hota...

Hostgator Hosting 50% Off Offer Discount Coupon [26-27th September 2017]

Image
Agar ek badiya website banana hai to uske liye badiya Domain or badiya Hosting hona bhut jaruri hai ye to aap jante hi hoge, par agar achi hosting chaiye to paise bhi ache lagte hai jo ek new bande ke liye thoda muskil padta hai. lekin agar hosting 50% off me mil jaye to kesa rahega 😉 Agar aap bhi Badiya Hosting lene ka soch rahe hai to ye offer aapke liye ek best offer ho sakta hai, jisme aapko 50% off mil jayega, yani aapko ek best hosting ek average hosting company ke rate me mil jayegi. Hindi Me Help bhi Hostgator par hi hosted hai, or sabse khas baat muje inki jo support hai wo bhut pasand hai, kuch bhi problem aati hai to direct contact karke help le sakte hai. WordPress kaise Install karte hai Hosting account me agar aapko nahi pata to aap uski step step process yaha dekh sakte hai. To chaliye dekh lete hai aapko ye offer kaise mil sakta hai or kaise aap 50% Hosting Discount Offer ka fayda utha sakte hai. Hostgator Hosting 50% Offer Discount Hostgator ka ye special Offer hai...