Posts

Showing posts with the label Youtube

50 Technology Tricks n Life Hacks in Hindi

Image
Technology aaj hamare charo orr hai or aaj ke time me jitne bhi hamare kaam hai usme technology ek bada hissa hai, Chaliye Jante hai Kuch Technology Ticks jinki madad se aap apni Life thodi or aasan bana sakte hai. Me Pure dabe ke sath khe sakta hu aapko me abhi jitne point batane wala hu, unme se bhut se aapko isse phele nahi pata hoge. Technology Tricks or Life Hacks Hindi me Agar Mobile ki battery jaldi charge karna ho to Mobile ko Airplane mode me daal de, usse jaldi charge hoti hai battery. Recharge hone wali Battery ko agar freezer me rakhe to unki life double ho jati hai. Google ko aap Tier ki trha bhi use kar sakte hai, uske liye aap search kare “Set Timer 5 minutes” [or Google ki Tips] Charge hote time Mobile ko use karne se battery ki life kam hoti hai, yahi karan hai Charger ki cable choti hoti hai. Battery ko 6 inches se niche giraye, agar wo thoda uchle matlab sahi hai, or agar jada bounce ho to battery end par hai. Agar aapke Mobile ki battery bilkul khatam hone wali ha...

How To Share Youtube Video on Facebook with Large Thumbnail/Image

Image
Agar aapko Youtube Use karte hai or aapko youtube par jo video pasand aate hai aap usko apne dosto se share bhi karte hai to ye aapne notice jarur kiya hoga, Facebook par Youtube Video Share karne par Large Thumbnail/Image nahi aata. Agar aap ek Youtuber hai, fir to aap jarur chate hoge Video par jada Views aaye, aese me agar Large Thumbnail ke sath aap Video share kerege to usme bhi Views jada milege, q ki thumbnail nahi dikhti to koi link par click karke video dekhna pasand nahi karte. To aage se jab bhi fb koi boi bhi Video share kare to usko Full Thumbnail ke sath share kare, taki jinko bhi wo dikhe wo samaj sake ki ye konsa video hai.. Large Thumbnail ke sath share karne me sabse bada faida agar wo Computer me Facebook chala rahe hai to video ko direct facebook par bhi dekh payege. Youtube Video ko FB Par Large Thumbnail ke sath Share karne ka Tarika Youtube Video ko Full Thumbnail ke sath Facebook par share karna bhut aasan hai, wass iske liye aapko ek website ki jarurat padegi...

Youtube Me Multiple Channel Kaise Banaye Ek Email Id Se

Image
Youtube par account kaise banate hai to bhut aasan hai q ki youtube bhi Google ki service hai to simple hamara jo Gmail Id Hoti hai usse hame youtube par login karna hota hai. Aapke pass agar Google Gmail ID nahi hai to aap yaha dekhe Gmail ID kaise Banate hai Youtube par Gmail Id se login karke login kar sakte hai, isme jo hamari Google+ ki Profile me jo naam hota hai us naam se channel ban jati hai.. Par agar aapko koi dusre naam se Youtube Channel Banani hai to uske liye 2 tarike hai.. Phele se agar koi Google+ Page hai to uski Youtube Channel bana sakte hai ya fir New bhi bana sakte hai.. Chaliye dekhete hai. Youtube par Multiple Channel Kaise Banaye Ek Email Id se New Channel Banane ke liye – Step 1: Google ke Account me Sign in kare. Step 2: Ab Youtube Channel Switcher me jaye. Step 3: Create a new channel ki button par click kare. (Note: Agar Aapka Phele se Google+ Page hai or aap ussi naam se Channel banana chate hai to aap uske naam par click karke bhi bana sakte hai, ...

Online Internet Se Paise Kaise Kamaye in Hindi [Big Guide]

Image
Hello Friends, Agar Aap Jaanna chate hai  Online Internet se Paise Kaise Kamaye to ye Jaankari sirf or sirf aapke liye hai, isme me aapko bataoga kaise aap paise kama sakte hai Online Internet ki madad se puri detail ke sath. Agar aap HindiMeHelp (HMH) par pheli war aaye hai to aapne ho sakta hai, HMH ki dusri Post naa padhi ho, jinme paise kamane ke tarike bataye gaye hai. Agar aapne koi Post Nahi bhi padi hai to chinta ki koi baat nahi hai, Abhi aapko Puri Jankari milne wali hai, or bhut se tariko ke ware me aapko pata chalne wala hai jinki madad se aap badiya paise kama sakte hai 🙂 Paise ek aesi chij hai jo agar kisi ke pass ho to wo kuch bhi kar sakta hai par agar nahi hai to har kaam me usko dikkat aati hai, to issi Dikkat ko ham kaise kam kar sakte hai uske liye chaliye jaante hai kis kis trha se Paise kama sakte hai. Paise Kamane ke tarike to itne hai jiski koi limit hi nahi hai, Kuch tarike hai jo legal hai or kuch tarike hai jo illegal hai.. Par ham jin bhi tariko ke ware...

Create Earn Money with YouTube Channel Videos in Hindi Easy Way

YouTube Channel कैसे बनायें, Channel पर Video Upload कैसे करें, Channel को Google AdSense से कैसे जोड़ें, YouTube से लाखों रूपए कैसे कमाएं, very easy step Online पैसे कमाने के लिए YouTube एक बहुत हे अच्छा प्लेटफार्म (platform) है। आप YouTube इस्तेमाल करते हो सिर्फ videos देखने के लिए, पर इस से बहुत से पैसे भी कमाए (earn) जा सकते है। उसके लिए आपको एक YouTube पे चैनल बनाना है, जो की बिलकुल free है, और अच्छे-अच्छे से video बना कर अपने YouTube चैनल पर अपलोड करने है। वीडियो आप किसी भी टॉपिक (topic) पे बना सकते हो जैसे: Funny, Education, Technology, Science, Prank, Computer etc. जिस चीज़ में भी आप माहिर हो उसकी वीडियो बनाइये। Blog के जैसे ही आप YouTube Channel को भी Google AdSense से जोड़ कर अच्छे पैसे (money) कमा सकते है, इसमें आपको एक रूपए भी खर्च नहीं करना है। ये Link Follow करें YouTube से  पैसे कमाने के लिए:  YouTube Channel कैसे बनायें?? अपना खुद का YouTube Channel कैसे बनायें (create), उसके लिए ऊपर दिया लिंक (link) खोल के अच्छी तरह से पढ़ें। अपने Computer से वीडियो कैसे अपलो...

Youtube Channel Par Video Upload Kaise Kare

Image
Youtube online duniya me bahut popular ek naam hai. hum logo jante hai youtube par kya hota hai or iss me kya kya milta hai. Youtube aisa ek platform hai jisme aapko sab kuch milega aap koibhi video search kare aapko mil jayega. aapko pata hai youtube par jo video hai wo kidhar se ate hai. Dosto youtube par jo video milta hai wo sab hum ya aap jaise koi log upload karte hai. Abhi aap sawal karenge log kyu free free upload karte hai. Koi free kuch nahi karte hai sob apne apne fayde ke liye karte hai youtube par jo log video upload karte hai unlogo ko paisa milta hai agar cahato aap bhi youtube par apne banaya huya video youtube par upload karke paisa kama sakte hai. Jobhi hai youtube se paisa kaise kamate hai uss bareme hum koi or din post likhenge aaj me app logo ko dikhaunga  youtube par Channel kaise banate hai or Youtube par Video Kaise dalte hai . Read: Youtube Channel Se Paise Kaise Kamaye? Youtube Par Channel Kaise Banaye ? Aabhi hali me youtube ne bahut kuch change kiya hai us...

Youtube Se Paise Kaise Kamaye ( Sath Me account Banane Ki Jankari )

Image
Internet par Youtube Se Bhi Paise Kamaye Ja Sakte hain Uske Liye Aapko Iski Trick Pata Honi Chhaiye Ki Youtube Par Kaise account Banaye Or phir Kaise Paise Kamaye Kyu ki ye Baate aapko Phele Samjhi Hogi . Youtube Ek video sharing site hai . 2006 Me Launch Hone Ke Kuch samay baad google ne youtube ko khreed liya isliye youtube ab google ki Sarvice hain . Dunia me bhut log ese H Jo Yha Pe Apna Account Banakar video share karke Lakho -caroro rupey  kamate hain . Isse paise kamane ke liye aapko kuch tips follow karne honge Matlab aapko phele account ke options ke baare Me janna hoga . Make Money Map Target On Youtube Youtube Se Paise Kaise Kamaye Iske Liye Sabse Phele Aapko Ek Utube Account Ki Jarurat Padegi Jiske Liye Aapko Banane Ki Jarurat Nahi hain Sirf Apni gamil Id Or Password se Login Karne Ki Jarurat Hogi . 1. Make A Video (Phele Ek 3-4 Mintue ka video banaye) Sabse phele aapko apne mobile yaa camera se ek badhiya sa video banana hoga . video khud ka banaya hi hona chahiye . kish...