Airtel Me Free Internet Kaise Chalaye (October 8th, 2017)




Howdy Guys ! aaj mai aapko airtel me free internet kaise chalaye us trick ke bare me batane wala hu airtel ki internet speed 8Mbps hai aur itni speed airtel apne 4G Users ko provide karti hai par aapko iske liye ache khase paise bhi airtel ko dene hote hai lekin kya aapne kabhi socha hai ki aapko yahi speed airtel free of cost me de to.


Airtel sim me free internet kaise chalaye



Ji han ! aaj mai aapko airtel ki ek aise trick ke bare me batane wala hu jiska use karke aap free me airtel sim par internet surf or downloading kar sakte hai airtel ki pahle bhi kai sari trick internet par aa chuki hai par unme se bahut si tricks false hai aur kuch kaam to karti thi par wo ab puri tarah se band ho chuki hai.


VPN ka use karke bhi aap airtel me free internet chala sakte hai VPN bahut purana aur popular tarika hai apne android phone me airtel ki free internet chalane ka par mai aapko VPN se free me internet surf karna nahi bataunga balki Proxy ko set karke airtel me free internet chalane ke bare me batane wala hu.


Airtel Sim Par Free Internet Chalane Ke Liye Aapko Kya Kya Chahiye


Free internet chalane ke liye aapko bas kuch proxy codes ki List chahiye yeh trick proxy code or server par work karti hai isme aapko apne sim ko free walo server se connect karna hota hai yeh kuch had tak Free VPN type hi hai VPN me hume bas airtel sim me internet chalu karke free wali server par connect karna hota hai Isme bhi wahi process hai bas hame apne SIM ki proxy settings change karni hoti hai.


Yeh trick sirf android phone par work karti hai isliye aap ise android 3G or 4G smartphone par hi Use kare agar aapke pass 2G smartphone hai to mai Guarantee nahi de sakta hai ye trick us smartphone me work karegi aur saath hi ye trick bhi Free Services UDP or TDP par puri tarah se depended hai isliye ye kaha nahi ja sakta hai ki ye kitne dino tak airtel sim me free internet provide kar sakti hai.


Airtel Free Internet Proxy List


Upar bataye sabhi proxy airtel me free internet Use karne ke kaam me aata hai sabhi Unlimited Free Internet Proxy hai ab aapko ishe apne Mobile DATA setting jinhe hum Access point bhi kehte hai usme setup karna hai.


Agar aap VPN app use kar rahe hote hai to usme ye sari proxy pahle se hi save ki hui hoti hai bas aapko apne airtel ka DATA connection on kar VPN ko airtel network se jodna hota hai par isme aisa kuch nahi hai isme aapko manually in sari proxy ko ek ek baar check karna hai ki kis proxy me airtel ki free internet chal rahi hai.


Airtel Sim Me Free Internet Kaise Chalaye (Hi-speed)


Aapko airtel free internet wali proxy mil chuki hai ab aapko bari bari se sabhi proxy ko ek ek baar access point me daal kar check karna hai Waise upar bataye sabhi airtel free net trick ki hai par kabhi kabhi ye server down hoti hai jis wajah se free me internet work nahi karti hai isliye sabhi proxy ko bari bari se check kare.


Step 1 : Sabse pahle Phone settings me jaiye.


Step 2 : Phir More or Network settings then Mobile network me jaiye.


Step 3 : Now ! access point name me jakar Add New Apn me TAP kariye.


Ab yaha aapko khud ka apn setup karna hai aur proxy ko add kar new access point create karna hai yaha aapko dher sare field dekhenge par inme se sirf aapko kuch hi field fill karni hai.


  • Account Name : Hindi Tech Help

  • APN : airtellive.com

  • Proxy address :  Isme upar listed kisi bhi ek proxy code ko add kariye In sabhi me jyada use hone wali proxy 213.202.215.157 ye hai ishe hi shuru me daalkar dekhe phir baad me changes karke check kar sakte hai.

  • Port : 80

Bas itni hi setting aapko karni hai ab baki field ko blank hi chhod de ab aap internet sahi se open ho rahi hai na usko check karne ke liye apne mobile me Chrome Browser ko open kariye aur phir address bar me airtellive.in type karke page open kariye agar page open ho jati hai to samjh jaye internet sahi work kar rahi hai.


Next ! ab aap koi bhi web page open kariye facebook, twitter or gmail then free me internet surf kare agar kisi karan internet nahi chalti hai to aap upar diye sabhi proxy ko ek ek karke change kar check kar sakte hai kisi na kisi me free internet to chalegi.


So Guys ummid hai aapko hamari airtel free internet wali trick pasand aayi hogi agar aapko ishi tarah ki post regularly chahiye to aap hamare blog ko apne browser me pin up kar le Mai regularly kuch na kuch post ish website par share karta hu jo aapke kaam me aasakti hai.


Post pasand aaye to ishe apne dosto aur social media sites me jarur share kare.



Comments

Popular posts from this blog

Mobile Ke Sath PC Keyboard Ko Connect Karke Typing Kaise Kare

Web Designing & Developing me Career Kaise Banaye (Puri Jankari)

Android Mobile Ke Typing Speed Fast Kaise Kare